SEARCH RESULTS
Showing search results for "chust-qabaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chust-qabaa"
Sher
nigah-e-naaz se is chust qabaa ne dekhaa
shauq betaab gul-e-chaak-e-garebaa.n samjhaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
vo ki Thukraate hai.n ma.asuum farishto.n kaa libaas
apne shaitaan se ik chust qabaa chaahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
qabaa pahante jo barham hu.aa vo chust-qabaa
diyaa hai chiin-e-jabii.n ne bhii saath silvaT kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
safaa-e-qalb hii se zeb-e-jaama-zebii hai
kahaa.n se chust qabaa aa ga.ii qabaa me.n saa.nT
Pandit Jawahar Nath Saqi
MORE MATCHES FOR "chust-qabaa"
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
zulf jo ruKH par tire ai mehr-e-tal.at khul ga.ii
ham ko apnii tiira-rozii kii haqiiqat khul ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
KHaamosh daab-e-ishq ko bulbul liye hu.e
gul mast hai chaman me.n piyaala piye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
kis rashk-e-gul kii dekhii qabaa us ne ta.ng chust
baahar jo apne jaame se laala nikal gayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
haath gar pairahan-e-chust kaa mazmuu.n aa.e
aisaa baa.ndhuu.n tirii aa jaa.e kamar muTThii me.n