SEARCH RESULTS
Showing search results for "daa.em"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daa.em"
MORE MATCHES FOR "daa.em"
Ghazal
apne haatho.n pe liye baiThe ho aa.nkhe.n 'daa.em'
kis ne bolaa thaa sar-e-tuur nazaara karnaa
Hamza Daim
Sher
mujh ko ye dard viraasat me.n milaa hai daa.em
shaa.erii qarz hai mujh par jo adaa kartaa huu.n
Hamza Daim
Nazm
aTuT ang
ham se aabaad daa.em bisaat-e-jahaa.n
apne aa.ngan kii phuulo.n-bharii kiyaariyaa.n
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
mai.n chhaa.nv ho piyaa sang laagii rahii huu.n daa.em
yak pal judaa na honaa vaslat use kate hai.n
Ali Adil Shah Shahi 2nd
Nazm
naya sal mubarak
KHudaa kii inaayat rahe tum pe daa.em
hamesha raho siidhe raste pe qaa.em
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Ghazal
mere ahbaab ko kuchh sochnaa hogaa 'daa.em'
meraa dushman mujhe jiine kii du.aa detaa hai
Hamza Daim
Ghazal
Hamza Daim
Ghazal
gaa.nv kii rivaayat ko rakhaa qaa.em-o-daa.em
is shahr me.n har mo.D pe ik pe.D lagaa kar
Ajiz Kamaal Rana
Sher
guftuguu me.n vo halaavat vo amal me.n iKHlaas
us kii hastii pe farishte kaa gumaa.n ho jaise
Daem Gawwasi
Ghazal
bas ab to harf-e-nadaamat ko sabt-e-daa.em de
sabaa-sifat the risaale Gam-e-mohabbat ke
Kishwar Naheed
Ghazal
mohibbaa.n ke man libde hai.n tuj suu.n daa.em
ghulii un nayan me.n birah kii KHumaarii



