SEARCH RESULTS
Showing search results for "daave"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daave"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daave"
Ghazal
daave the 'zafar' us ko bahut baa-KHabarii ke
dekhaa to mire haal se Gaafil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
huu.n zuhuurii ke muqaabil me.n KHifaa.ii 'Gaalib'
mere da.ave pe ye hujjat hai ki mash.huur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaanmaa.n-haa paa.emaal-e-shoKHii-e-daa've 'asad'
saaya-e-diivaar sailaab-e-dar-o-diivaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko maaraa hai har ik dard o davaa se pahle
dii sazaa ishq ne har jurm-o-KHataa se pahle
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zabaanii da.ave bahut log karte rahte hai.n
junuu.n ke kaam ko kar ke dikhaanaa hotaa hai



