SEARCH RESULTS
Showing search results for "daave"
Ghazal MATCHES FOR "daave"
Ghazal
zamaane ko hilaa dene ke daave baa.ndhne vaalo
zamaane ko hilaa dene kii taaqat ham bhii rakhte hai.n
Josh Malsiani
Ghazal
daave the 'zafar' us ko bahut baa-KHabarii ke
dekhaa to mire haal se Gaafil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
huu.n zuhuurii ke muqaabil me.n KHifaa.ii 'Gaalib'
mere da.ave pe ye hujjat hai ki mash.huur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaanmaa.n-haa paa.emaal-e-shoKHii-e-daa've 'asad'
saaya-e-diivaar sailaab-e-dar-o-diivaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko maaraa hai har ik dard o davaa se pahle
dii sazaa ishq ne har jurm-o-KHataa se pahle
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zabaanii da.ave bahut log karte rahte hai.n
junuu.n ke kaam ko kar ke dikhaanaa hotaa hai
Shahryar
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
sach to ye hai ki mujhe log nahii.n jaan sake
KHaas kar jo ba.De daa've se mujhe jaante hai.n
Jawad Sheikh
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ye jo da.ave hai.n mohabbat ke abhii hai.n jaanaa.n
aur do-chaar baras baad nahii.n hone ke
Nusrat Mehdi
Ghazal
kahaa.n vo zabt ke da.ave kahaa.n ye ham 'gauhar'
ki TuuTte the na phir TuuT kar bikharte the
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
sachchaa.ii to KHud chehre pe ho jaatii hai tahriir
da.ave jo kare.n log to aa.iina dikhaa do