SEARCH RESULTS
Showing search results for "daba.ng"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daba.ng"
Nazm
aaina-dar-aina
is baar vo milaa to ajab us kaa rang thaa
alfaaz me.n tara.ng na lahja daba.ng thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
hairaan aap hii nahii.n hai.n dekh kar mujhe
apnaa mizaaj dekh ke KHud bhii huu.n dang mai.n
Rana Gannauri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daba.ng"
Ghazal
ko.ii saa bhii paikar ho is ko Dar nahii.n lagtaa
kyuu.n ki apnii fitrat se hai daba.ng aa.iina
Parwez Rahmani
Ghazal
baato.n me.n 'aajizii hai to lahja dabang hai
dekho zaraa ye kaun hai kaisaa malang hai
Syed Adeel Gilanii
Ghazal
vahii jahaan-e-havaadis vahii khulii aa.nkhe.n
qariib-e-marg hai ehsaas da.ng hone kaa
Amjad Mirza Amjad
Ghazal
gul-ezaar aur bhii yuu.n rakhte hai.n rang aur namak
par mire yaar ke chehre kaa saa Dha.ng aur namak
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
Galat samajh liyaa tuu ne hamaarii baato.n ko
zaraa ye dekh ki lahja dabang hai ki nahii.n
Afroz Alam
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
u.ngliyaa.n taar-e-garebaa.n me.n ulajh jaatii hai.n
saKHt dushvaar hai haatho.n se dabaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dha.ng kii baat kahe ko.ii, to boluu.n mai.n bhii
matlabii huu.n, kisii matlab se alag baiThaa huu.n


