SEARCH RESULTS
Showing search results for "daba.ng"
Ghazal MATCHES FOR "daba.ng"
Ghazal
hairaan aap hii nahii.n hai.n dekh kar mujhe
apnaa mizaaj dekh ke KHud bhii huu.n dang mai.n
Rana Gannauri
Ghazal
rahaa vo shahr me.n jab tak ba.Daa daba.ng rahaa
magar KHud apne KHilaaf aap mahv-e-ja.ng rahaa
Saleem Shahzad
Ghazal
ko.ii saa bhii paikar ho is ko Dar nahii.n lagtaa
kyuu.n ki apnii fitrat se hai daba.ng aa.iina
Parwez Rahmani
Ghazal
baato.n me.n 'aajizii hai to lahja dabang hai
dekho zaraa ye kaun hai kaisaa malang hai
Syed Adeel Gilanii
Ghazal
vahii jahaan-e-havaadis vahii khulii aa.nkhe.n
qariib-e-marg hai ehsaas da.ng hone kaa
Amjad Mirza Amjad
Ghazal
gul-ezaar aur bhii yuu.n rakhte hai.n rang aur namak
par mire yaar ke chehre kaa saa Dha.ng aur namak
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
Galat samajh liyaa tuu ne hamaarii baato.n ko
zaraa ye dekh ki lahja dabang hai ki nahii.n
Afroz Alam
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
u.ngliyaa.n taar-e-garebaa.n me.n ulajh jaatii hai.n
saKHt dushvaar hai haatho.n se dabaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dha.ng kii baat kahe ko.ii, to boluu.n mai.n bhii
matlabii huu.n, kisii matlab se alag baiThaa huu.n
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n agar apnii javaanii ke sunaa duu.n qisse
ye jo lau.nDe hai.n mire paa.nv dabaane lag jaa.e.n
Mehshar Afridi
Ghazal
yahii zamii.n me.n dabaa.egaa ek din ham ko
ye aasmaan jise dosh par uThaayaa hai
Rahat Indori
Ghazal
jazbaat-e-dil ko vo bhii na kuchh Dhang de sakaa
mai.n bhii takallufaat se aage nahii.n gayaa
Abdullah Zreem
Ghazal
vo imtizaaj thaa aisaa ki da.ng thii har aa.nkh
jamaal-e-yaar ne pahnii qabaa udaasii kii