SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabaa.o"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dabaa.o"
Nazm
KHun phir KHun hai
aaise sho.ale ki bujhaa.o to bujhaa.e na bane
aaise na.are ki dabaa.o to dabaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dabaa.o me.n bhii jamaa.at kabhii nahii.n badlii
shuruu.a din se mohabbat ke saath hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
ajab dabaa.o hai un baaharii havaa.o.n kaa
gharo.n kaa bojh bhii uThtaa nazar nahii.n aataa
Waseem Barelvi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "dabaa.o"
MORE MATCHES FOR "dabaa.o"
Ghazal
idhar udhar ke havaalo.n se mat Daraa.o mujhe
sa.Dak pe aa.o samundar me.n aazmaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Nazm
apni yaad mein
KHuun kaa dabaa.o aur kam hu.aa
nahiif jism par kisii ke naaKHuno.n ke aa.De-tirchhe naqsh
Shahryar
Sher
Murtaza Barlas
Ghazal
rahne do us ko apnii anaa ke dabaa.o me.n
sab kaam chal rahe hai.n 'hunar' ke baGair bhii
Puran Singh Hunar
Nazm
main kya kahta tha
lafz jo dil ke dabaa.o ko ghaTaa detaa hai
dil jo ik hashr uThaa detaa hai
Akhtar Usman
Ghazal
tujhe KHabar nahii.n ham par dabaa.o Daale ga.e
ki tere shahr se nikle nahii.n nikaale ga.e
Ismail Raaz
Ghazal
ab to ba.De dabaa.o me.n kaTtii hai zindagii
'raanaa' kabhii rahaa huu.n ba.Daa hii dabang mai.n
Rana Gannauri
Ghazal
ye javaanii kaa ubhaar aur ye fitrat kaa dabaa.o
le ke uThtaa hu.aa tuufaan kahaa.n jaa.oge