SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabaa.o"
Ghazal MATCHES FOR "dabaa.o"
Ghazal
dabaa.o me.n bhii jamaa.at kabhii nahii.n badlii
shuruu.a din se mohabbat ke saath hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
ajab dabaa.o hai un baaharii havaa.o.n kaa
gharo.n kaa bojh bhii uThtaa nazar nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
kuchh to pa.De dabaa.o dil-e-be-qaraar par
paaraa bharaa hu.aa mirii turbat me.n chaahiye
Dagh Dehlvi
Ghazal
idhar udhar ke havaalo.n se mat Daraa.o mujhe
sa.Dak pe aa.o samundar me.n aazmaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Ghazal
rahne do us ko apnii anaa ke dabaa.o me.n
sab kaam chal rahe hai.n 'hunar' ke baGair bhii
Puran Singh Hunar
Ghazal
tujhe KHabar nahii.n ham par dabaa.o Daale ga.e
ki tere shahr se nikle nahii.n nikaale ga.e
Ismail Raaz
Ghazal
ab to ba.De dabaa.o me.n kaTtii hai zindagii
'raanaa' kabhii rahaa huu.n ba.Daa hii dabang mai.n
Rana Gannauri
Ghazal
ye javaanii kaa ubhaar aur ye fitrat kaa dabaa.o
le ke uThtaa hu.aa tuufaan kahaa.n jaa.oge
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
bachaa ke rakkhaa hai ab tak charaaG kii lau ko
magar havaa hai havaa par dabaa.o mushkil hai
Nusrat Mehdi
Ghazal
husn-e-aKHlaaq kii taasiir yaqiinii hai 'aziiz'
is se dushman ko dabaa.o to ko.ii baat bane
Azeez Moradabadi
Ghazal
laakh tum mujh ko dabaa.o mai.n ubhar aa.uu.ngaa
sat.h hamvaar kiye rahtaa hai paanii apnii
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
tasavvuraat kii palko.n se ek 'umr talak
Gazal ke paa.nv dabaa.o to she'r hotaa hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
Saif Irfan
Ghazal
vaqt se pahle na phaT jaa.e Gubaara zehn kaa
phailne vaale KHayaalo.n kaa dabaa.o dekhnaa
Suraj Narayan
Ghazal
fishaar-e-KHuun to pahle bhii kab hai qaabuu me.n
kyo.n is pe aur dabaa.o ba.Dhaa rahii ho tum
Aftab Khan
Ghazal
dil thaa apnaa diyaa jise chaahaa
kuchh kisii kaa hame.n dabaa.o nahii.n