SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagmagaanaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dagmagaanaa"
Ghazal
Dagmagaanaa thaa idhar paa-e-talab kaa bismil
shor-e-labbaik idhar jaanib-e-manzil se uThaa
Bismil Saeedi
Sher
jahaa.n pahu.nch ke qadam Dagmagaa.e hai.n sab ke
usii maqaam se ab apnaa raastaa hogaa
Aabid Adeeb
Marsiya
gho.De pe gah sambhalte the gah Dagmagaate the
Gash aataa thaa to hirne pe sar ko jhukaate the
Meer Anees
Sher
guzre hai.n mai-kade se jo tauba ke baa'd ham
kuchh duur aadatan bhii qadam Dagmagaa.e hai.n
Khumar Barabankavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dagmagaanaa"
Ghazal
mai.n Dagmagaa rahaa huu.n bayaabaan-e-hosh me.n
mere abhii qariib raho mai.n nashe me.n huu.n
Saghar Siddiqui
Geet
kahte hai.n Dagmagaate qadam mai.n nashe me.n huu.n
vo bevafaa hai ab bhii ye dil maantaa nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
barsat ki bahaaren
ko.ii Dagmagaa ke har-dam kahtaa hai vaa.e liijo
ko.ii haath uThaa pukaare mujh ko bhii haa.e liijo
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Mazahiya
Raja Mehdi Ali Khan
Ghazal
Fana bulandshahri
Nazm
raat aur rail
Dagmagaatii jhuumtii siiTii bajaatii kheltii
vaadii o kohsaar kii ThanDii havaa khaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jahaa.n pahu.nch ke qadam Dagmagaa.e hai.n sab ke
usii maqaam se ab apnaa raasta hogaa
Aabid Adeeb
Sher
ko.ii kis tarah raaz-e-ulfat chhupaa.e
nigaahe.n milii.n aur qadam Dagmagaa.e