SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagmagaanaa"
Nazm MATCHES FOR "dagmagaanaa"
Nazm
aaKHiri mulaqat
sambhle hu.e to hai.n pa zaraa Dagmagaa to le.n
aur apnaa apnaa ahd-e-vafaa bhuul jaa.e.n ham
Akhtarul Iman
Nazm
barsat ki bahaaren
ko.ii Dagmagaa ke har-dam kahtaa hai vaa.e liijo
ko.ii haath uThaa pukaare mujh ko bhii haa.e liijo
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raat aur rail
Dagmagaatii jhuumtii siiTii bajaatii kheltii
vaadii o kohsaar kii ThanDii havaa khaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shikast-e-saz
Dagmagaate hu.e qadmo.n ko sahaaraa na milaa
haa.e kis dasht-e-balaa-KHez me.n raahe.n Dhuu.nDe.n
Ada Jafarey
Nazm
jahan zad
jaise taKHte ke hamraah dil Dagmagaa.e
vahii nau baras jo mire aur tire darmiyaa.n
Ishrat Afreen
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
gar ye tadbiire.n muqaddar se na raas aa.e.n to phir
duusrii suurat se tum ko Dagmagaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
infiradiyat parast
ek insaa.n kii haqiiqat kyaa hai
Dagmagaa.e to sahaaraa na mile
Shakeb Jalali
Nazm
modern laDkiyan
hasii.n goriyaa.n gungunaatii phire.n
maTaktii phire.n Dagmagaatii phire.n
Majeed Amjad
Nazm
fan
Dagmagaa.ii to sab atraaf se aavaaz aa.ii
''fan ke is auj pe ik tere sivaa kaun gayaa''
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
pandrah august
zaraa bhii na apne qadam Dagmagaa.e
uTho aaj KHushiyo.n ke ham giit gaa.e.n
Masooda Hayat
Nazm
nae aadmi ki talash mein:
ye zamii.n
kaale saagar me.n TuuTii hu.ii naav kii tarah se Dagmagaane lagii
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
maine tumhein chalna sikhaya tha
tumhaare nanhe-munne paa.nv aksar Dagmagaa jaate
qadam bhii la.Dkha.Daa jaate