SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahla"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dahla"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dahla"
Ghazal
mo.D mo.D ghabraayaa gaam gaam dahlaa mai.n
jaane kin KHaraabo.n ke raasto.n pe niklaa mai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
chal haT bhii pare bijlii dil baadalo.n ko le kar
dahlaa hai diyaa terii talvaaro.n kii shap shap ne
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kab dahlaa hai aafaat-e-zamaana se miraa dil
tuufaano.n ko aanaa hai to darvaaza khulaa hai
Khatir Ghaznavi
Rekhti
anjaam jab ba-KHair ho tab jaanuu.n KHair hai
dahlaa rahaa hai dil ko mu.ii baat kaa shuruu'
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
afsos KHud ko daav me.n haaregaa bad-qimaar
nahle pe tere dil ke ye dahlaa hai aql kaa

