SEARCH RESULTS
Showing search results for "dasaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dasaa"
PAGE MATCHES FOR "dasaa"
See All
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dasaa"
Nazm
fareb
ruuh aur dil pe chalaa karte hai.n
mulk aur qaum ko din raat Dasaa karte hai.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
liijiye to.D gayaa dam vo sadaa.o.n kaa Dasaa
chiiKHiye ab ki yahaa.n shor machaayaa kiije
Adeem Hashmi
Sher
vo saa.np jis ne mujhe aaj tak Dasaa bhii nahii.n
tamaam zahr suKHan me.n mire usii kaa hai
Nomaan Shauque
Ghazal
ek bil se kahii.n do baar Dasaa hai momin
zaKHm-KHurda hai.n to phir zaKHm na khaane lag jaa.e.n