SEARCH RESULTS
Showing search results for "dashna"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dashna"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaahe hai phir kisii ko muqaabil me.n aarzuu
surme se tez dashna-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
MORE MATCHES FOR "dashna"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n bhii ruk ruk ke na martaa jo zabaa.n ke badle
dashna ik tez saa hotaa mire Gam-KHvaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
yakka-taaz o neza-baaz o arbada-juu tund-KHuu
teG-zan dashna-guzaar o naavak-afgan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jumbish hu.ii hai dashna-e-Gamza ko be-sabab
allaah KHair aalam-e-asbaab kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
naavak-e-zulm uThaa dashna-e-andoh sa.nbhaal
lutf ke KHanjar-e-be-naam se mat maar mujhe
Mustafa Zaidi
Ghazal
har adaa dil ke liye dashna-o-KHanjar hai magar
aur hii baat hai zaalim tire sharmaane me.n