SEARCH RESULTS
Showing search results for "daste"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daste"
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saleem Kausar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daste"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bahut hai zulm ke dast-e-bahaana-juu ke liye
jo chand ahl-e-junuu.n tere naam-levaa hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa-rab Gam-e-hijraa.n me.n itnaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar par hai vo dast-e-du.aa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Nazm
do ishq
kyaa kyaa na dil-e-zaar ne Dhuu.nDii hai.n panaahe.n
aa.nkho.n se lagaayaa hai kabhii dast-e-sabaa ko
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik hijaab-e-tah-e-iqraar hai maane varna
gul ko maaluum hai kyaa dast-e-sabaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
misaal-e-dast-e-zuleKHaa tapaak chaahtaa hai
ye dil bhii daaman-e-yuusuf hai chaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
dua
jin ke sar muntazir-e-teG-e-jafaa hai.n un ko
dast-e-qaatil ko jhaTak dene kii taufiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaa-rab kisii ke raaz-e-mohabbat kii KHair ho
dast-e-junuu.n rahe na rahe aastii.n rahe

