SEARCH RESULTS
Showing search results for "daste"
Ghazal MATCHES FOR "daste"
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa-rab Gam-e-hijraa.n me.n itnaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar par hai vo dast-e-du.aa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
misaal-e-dast-e-zuleKHaa tapaak chaahtaa hai
ye dil bhii daaman-e-yuusuf hai chaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ik hijaab-e-tah-e-iqraar hai maane varna
gul ko maaluum hai kyaa dast-e-sabaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
kal sair kiyaa ham ne samundar ko bhii jaa kar
thaa dast-e-nigar panja-e-mizhgaa.n kii tarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaa-rab kisii ke raaz-e-mohabbat kii KHair ho
dast-e-junuu.n rahe na rahe aastii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai apnii ye salaah ki sab zaahidaan-e-shahr
ai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haath me.n sone kaa kaasa le ke aa.e hai.n faqiir
is numaa.ish me.n tiraa dast-e-talab dekhegaa kaun
Meraj Faizabadi
Ghazal
saaya-e-zaat se bhii ram aks-e-sifaat se bhii ram
dasht-e-Gazal me.n aa ke dekh ham to Gazaal ho ga.e