SEARCH RESULTS
Showing search results for "desh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "desh"
Ghazal
kaahe kaa tark-e-vatan kaahe kii hijrat baabaa
isii dhartii kii isii desh kii aulaad hai.n ham
Meraj Faizabadi
Hindi Ghazal
mai.n ne sochaa ki mire desh kii haalat kyaa hai
ek qaatil se tabhii merii mulaaqaat hu.ii
Gopaldas Neeraj
Sher
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "desh"
Nazm
hinDola
isii zamiin se uTThe vo desh ke saava.nt
u.Daa diyaa thaa jinhe.n company ne topo.n se
Firaq Gorakhpuri
Hindi Ghazal
vo aur hii the jinhe.n thii KHabar sitaaro.n kii
miraa ye desh to roTii kii hii KHabar me.n rahaa
Gopaldas Neeraj
Hindi Ghazal
sochaa thaa un ke desh me.n mah.ngii hai zindagii
par zindagii kaa bhaav vahaa.n aur bhii KHaraab
Dushyant Kumar
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
tifl un ko hii samajh lenaa jii bahlaane ko
desh sevaa hii kaa bahtaa hai lahuu nas nas me.n
Ram Parsad Bismil
Ghazal
hamaare desh me.n insaaf kii jo devii hai
ab aasthaa se use zindagii ko tolnaa hai