SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhamkii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dhamkii"
Ghazal
dhamkii me.n mar gayaa jo na baab-e-nabard thaa
ishq-e-nabard-pesha talabgaar-e-mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zulm sahne vaalo.n kaa sabr KHatm hotaa hai
sirf ek dhamkii hai phailtii hai dahshat kyaa
Saqi Faruqi
Ghazal
zamaana detaa hai mujh ko zavaal kii dhamkii
na jaane kaun saa mujh me.n kamaal rakkhaa hai
Nazeer Banarasi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dhamkii"
Nazm
hamara jhanDa
kab bhalaa dhamkii se ghabraate hai.n ham
dil me.n jo hotaa hai kah jaate hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mar jaane kii dhamkii hu.ii tamhiid-e-tamaashaa
mai.n ne kahaa dekh us ne kahaa dekh rahaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Mazahiya
Nazar Barni
Ghazal
asar kar ga.ii nafs-e-rahzan kii dhamkii
ki yaa.n mard kam aur zanaane bahut hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Nazm
manafi shuur ka ek waraq
apnii pajero se baa.ndh kar ghasiiTe jaane kii dhamkii detaa hai
mai.n ne
Zahid Masood
Ghazal
dekhiye kab tak zamii.n zarro.n kii dhamkii sahe
ziist ke ruKH par Gubaar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
us ne jab KHusrav-e-parvez kii dhamkii dii hai
mai.n ne bhii ishq-e-balaa-KHez kii dhamkii dii hai