SEARCH RESULTS
Showing search results for "diida-e-ibrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "diida-e-ibrat"
Ghazal
shab-e-Gam me.n sitaaro.n ko ai 'ibrat'
sukuu.n-parvar nahii.n aKHgar samajhnaa
Ibrat Bahraichi
Ghazal
agar vatan se mohabbat hai tum ko ai 'ibrat'
to paidaa azm se tum sabz inqalaab karo
Ibrat Bahraichi
MORE MATCHES FOR "diida-e-ibrat"
Nazm
clerk
haatif kii daf.atan ye sadaa aa.ii Gaib se
''dekho ise jo diida-e-ibrat-nigaah hai''
Syed Mohammad Jafri
Mazahiya
ye chaahtaa hai ghar me.n tirii jalva-gaah ho
''dekho ise jo diida-e-ibrat nigaah ho''
Dilawar Figar
Ghazal
ab kyaa lagegaa dil chaman-e-rozgaar me.n
maaraa hu.aa hai diida-e-ibrat-nigaah kaa
Yagana Changezi
Ghazal
naqsh-e-hastii diida-e-ibrat se hamdam dekhiye
duniyaa-duniyaa dekh lii ab aalam-aalam dekhiye
Hamdam Siddiqi
Ghazal
khulaa ki diida-e-ibrat nigaah ko.ii na thaa
uThii thii yuu.n to har ik kii nigaah dekhne ko
Manmohan Talkh
Ghazal
tum kisii ret ke Tiile pe kha.De ho 'ibrat'
uTThe tuufaa.n to phir auqaat samajh me.n aa.e
Ibrat Machlishahri
Ghazal
daavaa-e-KHuu.n-bahaa na tazallum na ehtijaaj
kis be-navaa-e-vaqt kaa 'ibrat' ye qatl hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
nigaah-e-diida-e-ta.abiir ke havaale 'KHalish'
hai ye bayaaz alag intiKHaab-e-KHvaab ke saath