SEARCH RESULTS
Showing search results for "diida-e-khuu.n-naab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "diida-e-khuu.n-naab"
Ghazal
mere is diida-e-KHuu.n-naab ke piichhe piichhe
ek be-KHvaabii hai is KHvaab ke piichhe piichhe
Wasi Shah
Ghazal
ataa hu.ii hai mohabbat kii saltanat jab se
mai.n shahr-e-diida-e-KHuu.n-naab se nikal aayaa
Mahboob Zafar
Ghazal
ban gayaa siina miraa madfan dil-e-betaab kaa
dekhiye anjaam kyaa ho diida-e-KHuu.n-naab kaa
Shehla Kaleem
Ghazal
kal talak sabz nazaaro.n me.n numaayaa.n the miyaa.n
ham jo ab diida-e-KHuu.n-naab talab karte hai.n
Maham Haya Safdar
MORE MATCHES FOR "diida-e-khuu.n-naab"
Ghazal
ab nahii.n mujh ko mayassar tiraa daaman phir bhii
joshish-e-diida-e-KHuu.n-naab-fashaa.n baaqii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
ristaa hai lahuu kab se zaraa sii ho tavajjoh
is zaKHm-e-jigar diida-e-KHuu.n-naab ko chhuunaa
Nasreen Syed
Ghazal
chashm-e-anjum pe nahii.n abr se vo roz-e-siyaah
jo mire diida-e-KHuu.n-naab-chakaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
apnii Gazal ke taa.ir-e-KHuu.n-naab ke liye
kuchh zaKHm le ke aayaa huu.n ahbaab ke liye
Khalid Sajjad
Ghazal
teG-e-nigah-e-diida-e-KHuu.n-KHaar nikaalii
kyuu.n aap ne ushshaaq pe talvaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
yaar ko diida-e-KHuu.n-baar se ojhal kar ke
mujh ko haalaat ne maaraa hai mukammal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
vo to gayaa ye diida-e-KHuu.n-baar dekhiye
daaman pe ra.ng-e-pairahan-e-yaar dekhiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
yuu.n diida-e-KHuu.n-baar ke manzar se uThaa mai.n
tuufaan uThaa mujh me.n samundar se uThaa mai.n