SEARCH RESULTS
Showing search results for "diijiye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "diijiye"
Ghazal
us kii umiid-e-naaz kaa ham se ye maan thaa ki aap
umr guzaar diijiye umr guzaar dii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
thii mashvarat kii ham ko basaanaa hai ghar nayaa
dil ne kahaa ki mere dar-o-baam Dhaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
yuu.n diijiye fareb-e-mohabbat ki umr bhar
mai.n zindagii ko yaad karuu.n zindagii mujhe
Shakeel Badayuni
PAGE MATCHES FOR "diijiye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "diijiye"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Sher
bosa-e-ruKHsaar par takraar rahne diijiye
liijiye yaa diijiye inkaar rahne diijiye
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
be-asar naale nahii.n aap kaa Dar hai mujh ko
abhii kah diijiye phir dekhiye kyaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Sher
bosa jo ruKH kaa dete nahii.n lab kaa diijiye
ye hai masal ki phuul nahii.n pa.nkhu.Dii sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
itnaa to dostii kaa sila diijiye mujhe
apnaa samajh ke zahr pilaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kaafir huu.n sar-phiraa huu.n mujhe maar diijiye
mai.n sochne lagaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
bas intihaa hai chho.Diye bas rahne diijiye
KHud apne e'timaad se sharmaa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
ab dil bujhaa bujhaa hai mujhe maar diijiye
jiine me.n kyaa rakhaa hai mujhe maar diijiye