SEARCH RESULTS
Showing search results for "diijiye"
Ghazal MATCHES FOR "diijiye"
Ghazal
us kii umiid-e-naaz kaa ham se ye maan thaa ki aap
umr guzaar diijiye umr guzaar dii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
thii mashvarat kii ham ko basaanaa hai ghar nayaa
dil ne kahaa ki mere dar-o-baam Dhaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
yuu.n diijiye fareb-e-mohabbat ki umr bhar
mai.n zindagii ko yaad karuu.n zindagii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
aage to aane diijiye rasta to chho.Diye
ham kaun hai.n ye saamne aa kar bataa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
us kii umiid-e-naaz kaa mujh se ye maan thaa ki aap
umr guzaar diijiye umr guzaar dii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
be-asar naale nahii.n aap kaa Dar hai mujh ko
abhii kah diijiye phir dekhiye kyaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
itnaa to dostii kaa sila diijiye mujhe
apnaa samajh ke zahr pilaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kaafir huu.n sar-phiraa huu.n mujhe maar diijiye
mai.n sochne lagaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
bas intihaa hai chho.Diye bas rahne diijiye
KHud apne e'timaad se sharmaa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
ab dil bujhaa bujhaa hai mujhe maar diijiye
jiine me.n kyaa rakhaa hai mujhe maar diijiye
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
samajh to liijiye kahne to diijiye matlab
bayaa.n se pahle hii mujh par chhurii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
ik bosa diijiye miraa iimaan liijiye
go but hai.n aap bahr-e-KHudaa maan liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
raah kii kuchh to rukaavaT yaar kam kar diijiye
aap apne ghar kii ik diivaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
dushman kaa zikr kyaa hai javaab us kaa diijiye
raste me.n kal mile the kisii aadmii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
KHaatir-e-mahruum ko kar diijiye mahv-e-alam
dar-pa-e-iizaa-e-jaan-e-mubtalaa ho jaa.iye