SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-zada"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dil-zada"
Kulliyat
hai harf-e-KHaama dil-zada husn-e-qubuul kaa
yaa'nii KHayaal sar me.n hai naa't-e-rasuul kaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
kyaa kahe haal kahii.n dil-zada jaa kar apnaa
dil na apnaa hai mohabbat me.n na dilbar apnaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n dil-zada huu.n agar dil-figaar vo bhii hai.n
ki dard-e-ishq ke ab da.avedaar vo bhii hai.n
Ahmad Rahi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dil-zada"
Nazm
Khaali lamhon ki nazm
tamaam dil-zada chehre bujhii bujhii nazre.n
tamaam bikhre iraade dhu.aa.n dhu.aa.n yaade.n
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
chalaa gayaa hai magar ye sabaq sikhaa gayaa hai
taras dobaara kisii dil-zada pe khaanaa nahii.n
Saima Aftab
Ghazal
ham dil-zada na rakhte the tum se ye chashm-daasht
karte ho qahr lutf kii jaagaa Gazab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
ham dil-zada na rakhte the tum se ye chashm-daasht
karte ho qahr lutf kii jaagaa Gazab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chalaa thaa ruuh se milne vo dil-zada miskii.n
magar Gariib kaa raah-e-badan me.n dam niklaa
Amir Hamza Saqib
Kulliyat
vo rah sake hai dil-zada kuchh muntazir kha.Daa
hairat se us ke dar pe jo diivaar ho ko.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n dil-zada huu.n ki vo shoKH hii kuchh aisaa hai
usii ke naam likhii hai.n adaa.e.n jaisii ho.n
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Kulliyat
sab chaahte hai.n der rahe 'miir'-e-dil-zada
yaa-rab kisuu to dost kii us ko du'aa lage
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ke dukh-dard me.n shariik rahe
dil-zada dil kaa aasraa bhii hai.n
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
sunahre log jo raste kushaada karte hai.n
ye dil-zada hai.n bahut se fareb khaa.e hu.e
Bushra Masuud
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
bat-e-sharaab thii KHaamosh dil-zada mai-kash
ye kaun aayaa ki lau de uThaa hai mai-KHaana
