SEARCH RESULTS
Showing search results for "do-aalam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "do-aalam"
Ghazal
naqaab-e-husn-e-do-aalam uThaa.ii jaatii hai
mujhii ko merii tajallii dikhaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Sher
nisyah-o-naqd-e-do-aalam kii haqiiqat maaluum
le liyaa mujh se mirii himmat-e-aalii ne mujhe
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "do-aalam"
Naat
Behzad Lakhnavi
Ghazal
mastii-e-do-aalam ik markaz pe simaT aa.ii
so kar vo uThaa kuchh yuu.n letaa hu.aa a.ng.Daa.ii
Mahir Bilgrami
Ghazal
muntazir chashm-e-do-aalam hai ki lamha bhar khule
dekhne kii taab ho to vo ruKH-e-anvar khule
Ali Yasir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
niyyate.n saaf ghaTaa.o.n kii nahii.n hai.n 'aalam'
chaa.nd se kah do nikalne kaa iraada na kare
Aalam Nizami
Ghazal
yuu.nhii kahaa.n mile hai.n ye do-chaar phuul bhii
'aalam' hazaar kaa.nTo.n pe chalnaa pa.Daa mujhe
Aalam Nizami
Ghazal
Gam-e-zindagii ko bhulaa dete 'aalam'
unhe.n do gha.Dii jo agar dekh lete