SEARCH RESULTS
Showing search results for "doltaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "doltaa"
Ghazal
nashsha saa Doltaa hai tire a.ng a.ng par
jaise abhii bhigo ke nikaalaa ho jaam se
Adil Mansuri
Ghazal
kaun vaaqif nahii.n sansaar ke sach se lekin
sab kaa sansaar kii har chiiz pe man Doltaa hai
Rajesh Reddy
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "doltaa"
MORE MATCHES FOR "doltaa"
Sher
tanhaa.iyo.n me.n aatii rahii jab bhii us kii yaad
saaya saa ik qariib mire Doltaa rahaa
Zaheer Kashmiri
Sher
kyaa jaane shaaKH-e-vaqt se kis vaqt gir pa.Duu.n
maanind-e-barg-e-zard abhii Doltaa huu.n mai.n
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
maut ke kaale samundar me.n ubharte Duubte
barf ke tode kii suurat Doltaa rahtaa huu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
tamaam shahr sadaa.o.n ke ik bha.nvar me.n hai
miraa makaan kabhii aise Doltaa bhii na thaa
Mahmood Shaam
Ghazal
tanhaa.iyo.n me.n aatii rahii jab bhii us kii yaad
saaya saa ik qariib mire Doltaa rahaa