SEARCH RESULTS
Showing search results for "doltaa"
Ghazal MATCHES FOR "doltaa"
Ghazal
nashsha saa Doltaa hai tire a.ng a.ng par
jaise abhii bhigo ke nikaalaa ho jaam se
Adil Mansuri
Ghazal
kaun vaaqif nahii.n sansaar ke sach se lekin
sab kaa sansaar kii har chiiz pe man Doltaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
maut ke kaale samundar me.n ubharte Duubte
barf ke tode kii suurat Doltaa rahtaa huu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
tamaam shahr sadaa.o.n ke ik bha.nvar me.n hai
miraa makaan kabhii aise Doltaa bhii na thaa
Mahmood Shaam
Ghazal
tanhaa.iyo.n me.n aatii rahii jab bhii us kii yaad
saaya saa ik qariib mire Doltaa rahaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
kisii taraf se sahaaraa milaa na jab ko.ii
to ek Doltaa insaa.n sambhal gayaa mujh me.n
Shafi Zamin
Ghazal
mai.n ek Doltaa saagar mujhe uThaataa kaun
ghaTaa uThaa ke chalii thii magar chalaa na gayaa
Wazir Agha
Ghazal
lahuu me.n us ruKH ke Doltaa sabz nesh bhii hai
gulo.n ke saa.e me.n ghaas khaane lagii hai dil ko
Arsalan Rathor
Ghazal
istaqaamat hai qayaamat kii sar-e-dariyaa-e-Gam
har safiina mauj par hai Doltaa ko.ii nahii.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
kaisii rut aa.ii havaa chaltii hai jii Doltaa hai
ab to ha.nsnaa bhii ta.Dapne kaa bahaanaa hogaa
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
ba.ndhii thii Dor muqaddar ke haath se mere
kaTii patang saa aazaad Doltaa kaise
Nazir Fatehpuri
Ghazal
Dar ke maare log the dubke hu.e apne gharo.n me.n
ek baadal saa dhu.e.n kaa bastii bastii Doltaa thaa
Urfi Aafaqi
Ghazal
kis ne chaman me.n kaaTii hai amn-o-amaa.n kii shaaKH
dahshat se ek pattaa bhii ab Doltaa nahii.n
Khaliq Husain Pardesi
Ghazal
kyaa jaane shaaKH-e-vaqt se kis vaqt gir pa.Duu.n
maanind-e-barg-e-zard abhii Doltaa huu.n mai.n
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
jugnu.o.n ko qaid se aazaad kar detaa hai vo
shaaKH-e-shab par jab sitaara Doltaa ko.ii nahii.n
israr Kafeel
Ghazal
tujhe kaise mai.n baa.nho.n me.n sameTuu.n
mire haatho.n me.n saaGar Doltaa hai