SEARCH RESULTS
Showing search results for "dostaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dostaane"
Sher
qalandarii mirii puuchho ho dostaan-e-junuu.n
har aastaa.n mirii Thokar se jaanaa jaataa hai
Shahab Jafri
Ghazal
diidaar dostaan-e-vatan kaa dikhaa diyaa
mujh ko adam me.n ablaq-e-ayyam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ik apne-aap se milnaa thaa 'saaz' jis ke liye
riqaabate.n hu.ii.n darkaar dostaane lage
Abdul Ahad Saaz
PAGE MATCHES FOR "dostaane"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dostaane"
Ghazal
ye shahr-e-dard hai ai dostaan-e-dil-zadgaa.n
vafaa shumaar karuu.n ehtisaab kaise karuu.n
Naeem Saba
Ghazal
ai dostaan-e-jaanii dil sii.n karo tavajjoh
taa-jaan paas apne pahu.nche badan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kahe.nge ba.ad-e-fanaa ham se dostaan-e-adam
bhare-pure ki tahii-dast is safar se phire
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jahaan-e-kun-fayakuu.n mujh pe naaz kartaa thaa
mire KHudaa-o-payambar se dostaane the
Ali Ejaz Tamimi
Ghazal
ghar miraa ruuho.n kaa maskan har taraf viiraaniyaa.n
aaj-kal ruuho.n se mere dostaane ho ga.e
Shahid Mahmood
Ghazal
mujhe maaluum hai mujh ko diyaa hai zahr tuu ne hii
bharosaa kyaa karuu.n ab yaar tere dostaane par