SEARCH RESULTS
Showing search results for "duu-ba-duu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "duu-ba-duu"
Ghazal
maza thaa ham ko jo lailaa se duu-ba-duu karte
ki gul tumhaarii bahaaro.n me.n aarzuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ateequllah
Ghazal
go shaam se sahar tak ro.e hai aur jale hai
ye sham-e-duu-ba-duu to ham se na ho sakegii
Joshish Azimabadi
Ghazal
chashm apnii Tuk dikhaa de use tuu ki aave baaz
is bahs-e-duu-ba-duu se qadah aur qadah se ham
Baqaullah 'Baqa'
PAGE MATCHES FOR "duu-ba-duu"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "duu-ba-duu"
Ghazal
KHudii bhii hamaarii KHudaa.ii sahii
vahii ham-nashii.n hai vahii duu-ba-duu hai
Qalaq Merathi
Ghazal
rahii na TuuT ke girne se merii yaktaa.ii
mai.n paash paash hu.aa KHud se duu-ba-duu ho kar
Saleem Shahid
Ghazal
mahshar me.n aur un se mirii duu-ba-duu na ho
kahne kii baat hai jo ko.ii guftuguu na ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
duu-ba-duu aashiq-e-shaidaa se vo hogaa kyuu.nkar
aa.ine me.n bhii jo mu.nh dekhte sharmaataa hai