SEARCH RESULTS
Showing search results for "duu-ba-duu"
Ghazal MATCHES FOR "duu-ba-duu"
Ghazal
maza thaa ham ko jo lailaa se duu-ba-duu karte
ki gul tumhaarii bahaaro.n me.n aarzuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ateequllah
Ghazal
go shaam se sahar tak ro.e hai aur jale hai
ye sham-e-duu-ba-duu to ham se na ho sakegii
Joshish Azimabadi
Ghazal
chashm apnii Tuk dikhaa de use tuu ki aave baaz
is bahs-e-duu-ba-duu se qadah aur qadah se ham
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
KHudii bhii hamaarii KHudaa.ii sahii
vahii ham-nashii.n hai vahii duu-ba-duu hai
Qalaq Merathi
Ghazal
rahii na TuuT ke girne se merii yaktaa.ii
mai.n paash paash hu.aa KHud se duu-ba-duu ho kar
Saleem Shahid
Ghazal
mahshar me.n aur un se mirii duu-ba-duu na ho
kahne kii baat hai jo ko.ii guftuguu na ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
duu-ba-duu aashiq-e-shaidaa se vo hogaa kyuu.nkar
aa.ine me.n bhii jo mu.nh dekhte sharmaataa hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Nasreen Syed
Ghazal
'saudaa' badal ke qaafiya tuu is Gazal ko kah
ai be-adab tuu dard se bas duu-ba-duu na ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
hame.n bhii matlab-o-ma.anii kii justujuu hai bahut
hariif-e-harf magar ab ke duu-ba-duu hai bahut
Zafar Iqbal
Ghazal
kuu-ba-kuu maatam bapaa hai duu-ba-duu gardan kaTii
aamad-e-insaan hai phir daar par sayyaad tak