SEARCH RESULTS
Showing search results for "duz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "duz"
Ghazal
mahfil me.n tum aGyaar ko duz-diida nazar se
manzuur hai pinhaa.n na rahe raaz to dekho
Momin Khan Momin
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ik barg-e-gul rakh gayaa thaa
usii shab kaa duz-diida bosa hamii.n hai.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
zaKHmii huu.n tire naavak-e-duz-diida-nazar se
jaane kaa nahii.n chor mire zaKHm-e-jigar se
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "duz"
MORE MATCHES FOR "duz"
Ghazal
hai.n taak me.n ik shoKH kii duz-diida nigaahe.n
allaah nigahbaan hai ab jaan-e-hazii.n kaa
Ahsan Marahravi
Ghazal
duz-diida nigaaho.n me.n ik ilhaam kii duniyaa
naazuk se tabassum me.n ik ejaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
terii duz-diida nigaahe.n ye pata detii hai.n
ki inhii.n choro.n ne dil meraa churaa rakkhaa hai
Fazal Husain Sabir
Ghazal
un kii duz-diida-nigaahii kaa taqaazaa hai ki ab
ham kisii aur ko kyaa KHud ko bhii dekhaa na kare.n
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
tirii duz-diida-nigaahii kaa KHayaal aate hii
dil me.n ik raushni-e-kashf-e-hijaabaat hu.ii
Ravish Siddiqi
Ghazal
tuu ne duz-diida nigaahe.n jab la.Daa.ii.n Gair se
ho ga.e naa-chaar pyaare jaan kar anjaan ham