SEARCH RESULTS
Showing search results for "e'tiraaf-e-jazba-e-shauq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "e'tiraaf-e-jazba-e-shauq"
Ghazal
'suhail' us ko bhii hai e'tiraaf-e-jazba-e-shauq
vo ban gayaa hai mubaarak ho dil-rubaa-e-junuu.n
Suhail Kakorvi
Ghazal
jazba-e-shauq jagaayaa to buraa maan ga.e
dil ne ik phuul khilaayaa to buraa maan ga.e
Shabbir Kanpuri
Ghazal
jazba-e-shauq miraa kuchh to ba.Dhaate jaate
chand baate.n hii dilaase kii sunaate jaate
Ajmal Abullais
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "e'tiraaf-e-jazba-e-shauq"
Ghazal
jazba-e-shauq kaa iz.haar kahaa.n hotaa hai
yaa.n haqiiqat pe bhii KHvaabo.n kaa gumaa.n hotaa hai
Jawed Manzar
Ghazal
jazba-e-shauq ko is taur ubhaaraa jaa.e
ham jidhar jaa.e.n udhar un kaa nazaaraa jaa.e
Mahendra Partap Chand
Qita
jazba-e-shauq kii takmiil nahii.n ho saktii
zindagii maut hai ehsaas-e-masarrat ke baGair
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jazba-e-shauq kisii rang me.n pinhaa.n na hu.aa
sho.ala-e-ishq charaaG-e-tah-e-daamaa.n na hu.aa
Talib Dehlavi
Ghazal
jazba-e-shauq kaa iz.haar karuu.n yaa na karuu.n
dil ko rusvaa sar-e-baazaar karuu.n yaa na karuu.n
Umar Quraishi
Sher
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq dekhaa chaahiye
siina-e-shamshiir se baahar hai dam shamshiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jazba-e-shauq ko bedaar karuu.n yaa na karuu.n
tuu bataa de mai.n tujhe pyaar karuu.n yaa na karuu.n
Mohammad Shafi Sitapuri
Ghazal
jazba-e-shauq ne yuu.n daad-e-vafaa paa.ii hai
khi.nch ke manzil mire qadmo.n me.n chalii aa.ii hai
Habab Hashmi
Ghazal
jazba-e-shauq ba.Dhaataa hai judaa ho jaanaa
uuprii dil se zaraa mujh se KHafaa ho jaanaa