SEARCH RESULTS
Showing search results for "embun que haidar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "embun que haidar"
Ghazal
mai.n kab kaa TuuT ke 'haidar' bikhar gayaa hotaa
KHudaa kaa shukr tire dard kaa sahaaraa thaa
Jaleel Haider Lashari
MORE MATCHES FOR "embun que haidar"
Ghazal
taqdiir se la.D saktaa hai ko.ii kahaa.n 'haidar'
vo haadsa honaa hai jo hone ke liye hai
Haider Qureshi
Ghazal
ajiib taur tariiqe hai.n us ke bhii 'haidar'
vo mujh se pyaar to kartaa hai par nahii.n kartaa
Haider Qureshi
Ghazal
Haider Qureshi
Ghazal
bikhar ga.e hai.n milan ke tamaam din 'haidar'
Thahar ga.ii hai judaa.ii kii raat aa.nkho.n me.n
Haider Qureshi
Ghazal
jis tarah ke ahbaab KHudaa ne diye 'haidar'
aise mire rishte mire naate bhii nahii.n hai.n
Haidar Jafri
Ghazal
ham kisii shaKHs ke dukh se nahii.n milte 'haidar'
jo zamaane se alag hai vo hamaaraa dukh hai
Faqeeh Haidar
Ghazal
taariik ho chukii yahaa.n 'haidar' kii zindagii
us ko nasiib ishq ke shams-o-qamar kahaa.n