SEARCH RESULTS
Showing search results for "etidaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "etidaal"
PAGE MATCHES FOR "etidaal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "etidaal"
Ghazal
mohabbate.n to faqat intihaa.e.n maa.ngtii hai.n
mohabbato.n me.n bhalaa e'tidaal kyaa karnaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
vo zabt o e'tidaal o tavaazun kahaa.n 'riyaaz'
me'yaar-e-fan ki jo kabhii yuunaaniyo.n me.n thaa
Riaz Majeed
Nazm
pand-nama
darKHur-e-saahab-e-ma.aal nahii.n
har vo shai jis me.n e'tidaal nahii.n
Josh Malihabadi
Ghazal
banaa ke phuul kii KHushbuu phiraa.egii sadiyo.n
havaa se kaun rah-e-e'tidaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hazaaro.n saik.Do.n paidaa hu.e hu.e naapaid
na ek dam bhii zamaane ko e'tidaal hu.aa
Aagha Akbarabadi
Nazm
aurat
''harbhajan'' kaa faiz husn-e-e'tiqaad-e-barhaman
kumbh ke mele kii ziinat vaq.at-e-ga.ng-o-jaman
Shaad Aarfi
Ghazal
zahe hayaat tabii.at hai e'tidaal pasand
nahii.n hai.n rind agar ham to paarsaa bhii nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
kabhii firaaq kabhii lazzat-e-visaal me.n rakh
mujh e'tidaal se aarii ko e'tidaal me.n rakh
Kabeer Athar
Ghazal
kisii buzurg kii sohbat hai tum ko kyaa ma.aluum
mire mizaaj me.n ye e'tidaal kyuu.n aayaa




