SEARCH RESULTS
Showing search results for "etidaal"
Ghazal MATCHES FOR "etidaal"
Ghazal
mohabbato.n me.n to milnaa hai yaa uja.D jaanaa
mizaaj-e-ishq me.n kab e'tidaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
jo umr jazbo.n kaa sailaab ban ke aa.ii thii
guzar ga.ii to lagaa daur-e-e'tidaal gayaa
Ahmad Rahi
Ghazal
mohabbate.n to faqat intihaa.e.n maa.ngtii hai.n
mohabbato.n me.n bhalaa e'tidaal kyaa karnaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
vo zabt o e'tidaal o tavaazun kahaa.n 'riyaaz'
me'yaar-e-fan ki jo kabhii yuunaaniyo.n me.n thaa
Riaz Majeed
Ghazal
banaa ke phuul kii KHushbuu phiraa.egii sadiyo.n
havaa se kaun rah-e-e'tidaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hazaaro.n saik.Do.n paidaa hu.e hu.e naapaid
na ek dam bhii zamaane ko e'tidaal hu.aa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
kabhii firaaq kabhii lazzat-e-visaal me.n rakh
mujh e'tidaal se aarii ko e'tidaal me.n rakh
Kabeer Athar
Ghazal
zahe hayaat tabii.at hai e'tidaal pasand
nahii.n hai.n rind agar ham to paarsaa bhii nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
kisii buzurg kii sohbat hai tum ko kyaa ma.aluum
mire mizaaj me.n ye e'tidaal kyuu.n aayaa
Nazeer Meeruthy
Ghazal
ai zauq arz-e-hunar harf-e-e'tidaal me.n rakh
mai.n ik javaab huu.n mujhii ko mire savaal me.n rakh
Shahid Kamal
Ghazal
tumhaarii yaad me.n bhii zabt-o-etidaal kahaa.n
mai.n tum se kaise miluu.n zabt-o-etidaal ke saath
Shaz Tamkanat
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
kahii.n pe jism kahii.n par KHayaal rahtaa hai
mohabbato.n me.n kahaa.n e'tidaal rahtaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
uchhal ke chalte nahii.n aur re.ngte bhii nahii.n
hamesha chaal me.n ham e'tidaal rakhte hai.n