SEARCH RESULTS
Showing search results for "farishta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "farishta"
Sher
KHudaa bachaa.e tirii mast mast aa.nkho.n se
farishta ho to bahak jaa.e aadmii kyaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
mai.n aadmii huu.n ko.ii farishta nahii.n huzuur
mai.n aaj apnii zaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "farishta"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Sher
bach jaa.e javaanii me.n jo duniyaa kii havaa se
hotaa hai farishta ko.ii insaa.n nahii.n hotaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
hai.n aaj kyuu.n zaliil ki kal tak na thii pasand
gustaaKHi-e-farishta hamaarii janaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
is qadar pyaar hai insaa.n kii KHataa.o.n se mujhe
ki farishta miraa me.aar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
mai.n aadmii huu.n ko.ii farishta nahii.n huzuur
mai.n aaj apnii zaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
aadmii ban ke bahut mai.n ne tujhe sajde kiye
to KHudaa ban ke mujhe mil mai.n farishta ho jaa.uu.n