SEARCH RESULTS
Showing search results for "farog-e-shabnam-o-aab-o-guhar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "farog-e-shabnam-o-aab-o-guhar"
Ghazal
guzar na jaa.e kahii.n bahr-o-bar se KHuun kii dhaar
faroG-e-shabnam-o-aab-o-guhar kii KHair manaa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
markaz-e-chashm hai ab la.al-o-guhar kaa saudaa
nang-e-baazaar hu.aa diida-e-tar kaa saudaa
Shakeeb Rizvi
Ghazal
faroG-e-aatish-e-gul hii chaman kii ThanDak hai
sulagtii chiiKHtii raato.n ko bhii to shabnam aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
tiraa vaqaar to mere hii dam se qaa.em hai
mai.n misl-e-aab-e-guhar terii aan-baan me.n huu.n
Ehtisham Akhtar
MORE MATCHES FOR "farog-e-shabnam-o-aab-o-guhar"
Ghazal
hisaar-e-zaat se baahar kabhii nikal na sakaa
misaal-e-aab-e-guhar mai.n sadaa guhar me.n rahaa
Shafeeq Barelvi
Ghazal
bhuulii nahii.n vo zulm ki 'shabnam' sar-e-furaat
aatish ko aab dasht ko dariyaa likhaa gayaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
masjid kaa ruKH kiyaa hai janaab-e-'faroG' ne
lagtaa hai ab gunaah me.n lazzat nahii.n rahii
Farogh Zaidi
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
anvaar-e-sahar peshaanii me.n
yaa aab-e-guhar tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Ghazal
'shabnam' kii kuchh KHabar nahii.n kis haal me.n hai ab
puuchhe.nge ek roz nasiim-e-sahar se ham
Ahmad Shah Khan Shabnam
Ghazal
hastii mirii adam hii sahii suurat-e-'sahaab'
mai.n siipiyo.n me.n aab-e-guhar chho.D jaa.uu.ngaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
hammaam ne to aur bhii chamkaa diyaa badan
goyaa nahaa ke nikle hai.n aab-e-guhar se aap
Imdad Ali Bahr
Kulliyat
dariyaa me.n qatra qatra hai aab-e-guhar kahii.n
hai 'miir' maujzan tire har yak suKHan me.n aab