SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasl-e-furqat-e-asr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fasl-e-furqat-e-asr"
Sher
ham yahaa.n kaaTne aa.e hai.n shab-e-furqat-e-yaar
ham zaraa bhii hai.n agar KHush to Ganiimat jaano
Bhaskar Shukla
Sher
uryaa.n haraarat-e-tap-e-furqat se mai.n rahaa
har baar mere jism kii poshaak jal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n pursish-e-Gam-e-furqat kii daad detaa huu.n
tirii latiif nadaamat kii daad detaa huu.n
Arshad Siddiqui
PAGE MATCHES FOR "fasl-e-furqat-e-asr"
MORE MATCHES FOR "fasl-e-furqat-e-asr"
Ghazal
sozish-e-shola-e-furqat se fanaa ho jaanaa
maraz-e-Gam ke liye hai ye davaa ho jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Sher
ab mujh ko gavaaraa nahii.n soz-e-Gam-e-furqat
mai.n tere binaa hijr me.n mar jaa.uu.ngaa ik din
Faisal Qadri Gunnauri
Sher
mausam-e-baaraan-e-furqat me.n rulaane ke liye
mor din ko bol uThtaa hai papiihaa raat ko
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Wasil Usmani
Ghazal
Kokab Muradabadi
Sher
roz o shab furqat-e-jaanaa.n me.n basar kii ham ne
tujh se kuchh kaam na ai gardish-e-dauraa.n niklaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n




