SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasl-e-furqat-e-asr"
Ghazal MATCHES FOR "fasl-e-furqat-e-asr"
Ghazal
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n pursish-e-Gam-e-furqat kii daad detaa huu.n
tirii latiif nadaamat kii daad detaa huu.n
Arshad Siddiqui
Ghazal
sozish-e-shola-e-furqat se fanaa ho jaanaa
maraz-e-Gam ke liye hai ye davaa ho jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Wasil Usmani
Ghazal
Kokab Muradabadi
Ghazal
lo KHudaa-haafiz mire hosh-o-KHirad kaa dosto
phuul phir khilne lage phir aa ga.ii fasl-e-bahaar
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
jo taab-e-tamaashaa hii nahii.n us me.n 'razaa' tuu
vo aatish-e-furqat ko bujhaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
din hai bhaarii Gam-e-furqat ke giraftaaro.n par
raat kaTtii hai dahakte hu.e angaaro.n par
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ishq vo ishq hai jo jazb-o-asar tak pahu.nche
husn vo husn hai jo ahl-e-nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
raat-bhar fasl-e-bahaar aane kaa saamaa.n honaa
sub.h pau phaTte hii haatho.n me.n girebaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
isii zamiin pe naachaar lauT kar aa.e
jo aasmaan se uu.nchii u.Daan bhar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kyaa bha.Dke hai siine me.n mire aatish-e-furqat
jo aah ke ham-raah nikaltaa hai dhu.aa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aur to tark kiyaa sab ne shab-e-furqat me.n
bekasii baaz na aa.ii mirii Gam-KHvaarii se
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
hayaat naam hai aise safar kaa ai hamdam
qadam qadam pe jahaa.n fikr-e-aas-o-yaas chale
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
duur ho.n chaara-garaan-e-vaqt bas ab duur ho.n
'asr' kii takliif kaa dard-aashnaa to ek hai
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
KHada.ng-e-aah ko roke rahaa huu.n furqat me.n
KHayaal hai mujhe aflaak kii tabaahii kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
zaKHm-e-furqat ko tirii yaad ne bharne na diyaa
Gam-e-tanhaa.ii magar ruKH pe ubharne na diyaa