SEARCH RESULTS
Showing search results for "fauran"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fauran"
Ghazal
gilaa to ye hai tum aate nahii.n kabhii lekin
jab aate bhii ho to fauran hii jaane lagte ho
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "fauran"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fauran"
Ghazal
thaa va.ada shaam kaa magar aa.e vo raat ko
mai.n bhii kivaa.D kholne fauran nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
kah ke soyaa huu.n ye apne iztiraab-e-shauq se
jab vo aa.e.n qabr par fauran jagaa denaa mujhe
Seemab Akbarabadi
Nazm
jugnu
bas ek vaqfa-e-taariik, lamha-e-shahlaa
samaa me.n jumbish-e-mub.ham sii kuchh hu.ii fauran
Firaq Gorakhpuri
Sher
thaa va.ada shaam kaa magar aa.e vo raat ko
mai.n bhii kivaa.D kholne fauran nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Mazahiya
to fauran biyaah duu.n lailaa ko tujh se
bilaa-diqqat mai.n ban jaa.uu.n tirii saas
Akbar Allahabadi
Ghazal
raah me.n miliye kabhii mujh se to az-raah-e-sitam
ho.nT apnaa kaaT kar fauran judaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Nazm
sachche watan-parast ka git
aatmaa huu.n mai.n badal Daaluu.ngaa fauran cholaa
kyaa bigaa.Degii agar merii qazaa aa.egii
Lal Chand Falak
Ghazal
kal terii tasviir mukammal kii mai.n ne
fauran us par titlii aa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Mazahiya
sambhlii jo vo to hatthe se fauran ukha.D ga.ii
goyaa hu.ii to jaise havaa.o.n se la.D ga.ii