SEARCH RESULTS
Showing search results for "faurii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "faurii"
Sher
mire jurm-e-vafaa kaa faisla kuchh is tarah hogaa
sazaa kaa hukm faurii aur samaa.at sarsarii hogii
Iqbal Azeem
Nazm
imtihan se pahle
faurii kar luu.ngaa mai.n agar mehnat
imtihaa.n se na hogii kuchh vahshat
Shaukat Pardesi
Ghazal
mazaa ajab thaa mohabbat bharii la.Daa.ii me.n
ki chhe.D kar use faurii muzaahimat chaahii
aabid umar
Ghazal
gaa.Dii ke niiche aa ga.ii muflis kii zindagii
faurii mu.aavze me.n kafan le liyaa gayaa
Lucky farooqi Hasrat
PAGE MATCHES FOR "faurii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "faurii"
Nazm
aandhi ka rajaz
aur shikasta aafaaq ke KHaakistarii gahraa.o me.n
suuraj ke faurii Gayaab ke
Ahmad Javaid
Ghazal
mo.aamla to ye faurii amal kaa hai phir bhii
mirii sune.n to abhii tho.Dii der tham jaa.e.n
Farhat Ehsas
Nazm
aasar-e-qadima se nikla ek nawishta
gulaabii sub.h ke Garqaab hone kii KHabar par
ham se faurii tabsira maa.ngaa
Hasan Abbas Raza
Nazm
jawab-e-shikwa
shajar-e-fitrat-e-muslim thaa hayaa se namnaak
thaa shujaa.at me.n vo ik hasti-e-fauq-ul-idraak
Allama Iqbal
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Sher
akbar dabe nahii.n kisii sultaa.n kii fauj se
lekin shahiid ho ga.e biivii kii nauj se








