SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitratan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fitratan"
Sher
banaa letaa hai mauj-e-KHuun-e-dil se ik chaman apnaa
vo paaband-e-qafas jo fitratan aazaad hotaa hai
Asghar Gondvi
Ghazal
banaa letaa hai mauj-e-KHuun-e-dil se ik chaman apnaa
vo paaband-e-qafas jo fitratan aazaad hotaa hai
Asghar Gondvi
Ghazal
fitratan har aadmii hai taalib-e-amn-o-amaa.n
dushmano.n ko bhii mohabbat kii nazar se dekhiye
Shakeel Badayuni
Nazm
mirza ghaalib
KHuun-e-jazbaat se shaadaab kiyaa baaG-e-suKHan
fitratan shaa.er-e-KHuddaar the mirzaa 'Gaalib'
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
kuchh to ghar vaalo.n ne ham ko kar diyaa ma.azuur saa
aur kuchh ham fitratan uktaa ga.e ghar-baar se
Bharat Bhushan Pant
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fitratan"
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
jabii.n kii dhuul jigar kii jalan chhupaa.egaa
shuruu-e-ishq hai vo fitratan chhupaa.egaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
ham fitratan insaa.n hai.n farishte to nahii.n hai.n
da.avaa ye kare.n kaise ki laGzish nahii.n karte
Anwar Jamal Anwar
Mazahiya
Dilawar Figar
Ghazal
fitratan ab ho chalaa insaan fitrat-aashnaa
KHud gumaa.n saare yaqii.n kii raushnii tak aa ga.e
Shifa Gwaliari
Ghazal
miraa ma.asuum dil to fitratan shiishe ke jaisaa hai
musalsal vaar hone par to lohaa TuuT jaa.egaa





