SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitratan"
Ghazal MATCHES FOR "fitratan"
Ghazal
banaa letaa hai mauj-e-KHuun-e-dil se ik chaman apnaa
vo paaband-e-qafas jo fitratan aazaad hotaa hai
Asghar Gondvi
Ghazal
fitratan har aadmii hai taalib-e-amn-o-amaa.n
dushmano.n ko bhii mohabbat kii nazar se dekhiye
Shakeel Badayuni
Ghazal
kuchh to ghar vaalo.n ne ham ko kar diyaa ma.azuur saa
aur kuchh ham fitratan uktaa ga.e ghar-baar se
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
jabii.n kii dhuul jigar kii jalan chhupaa.egaa
shuruu-e-ishq hai vo fitratan chhupaa.egaa
Ehsan Danish
Ghazal
fitratan ab ho chalaa insaan fitrat-aashnaa
KHud gumaa.n saare yaqii.n kii raushnii tak aa ga.e
Shifa Gwaliari
Ghazal
jo kaam dil ko mire fitratan nahii.n bhaate
unhe.n mai.n kar nahii.n paataa savaab hote hu.e
Adeel Zaidi
Ghazal
fitratan saaz me.n aavaaz kahaa.n hotii hai
ik zaraa chhe.Diye phir dekhiye kyaa hotaa hai
Adeel Zaidi
Ghazal
miraa ma.asuum dil to fitratan shiishe ke jaisaa hai
musalsal vaar hone par to lohaa TuuT jaa.egaa
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
Shafeeq Barelvi
Ghazal
Qaus Siddiqui
Ghazal
fitratan us kii mahak chaaro.n taraf phailegii
phuul se mauj-e-sabaa shart lagaa saktii hai
Naseem Abbasi
Ghazal
fitratan ishq-e-giraa.n gosh-e-azal hii se hai
taalib-e-lutf do-guuna hai vo bahraa ho kar
Rifat Sethi
Ghazal
qalb-e-jur.at-aazmaa kuchh fitratan bebaak hai
aur agar aise me.n teraa bhii ishaara ho gayaa