SEARCH RESULTS
Showing search results for "flue"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "flue"
Mazahiya
dard-e-sar hai ki flue hai ki tap-e-khaa.nsii hai
umr-bhar qaidii kaa anjaam yahaa.n phaa.nsii hai
Col. Mohammad Khan
Mazahiya
pahluu-e-husn-e-bayaa.n shoKHii-e-taqriir me.n Garq
turkii o misr o filistiin ke haalaat me.n barq
Akbar Allahabadi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
pahlu-e-shaah me.n ye duKHtar-e-jamhuur kii qabr
kitne gum-gashta fasaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
pur thaa pahluu-e-masjid-e-jaame
raushaniyaa.n thii.n har-suu laame
Akbar Allahabadi
MORE MATCHES FOR "flue"
Nazm
taj-mahal
allaah mai.n ye taaj mahal dekh rahaa huu.n
yaa pahluu-e-jamunaa me.n ka.nval dekh rahaa huu.n
Mahshar Badayuni
Ghazal
saa.e ko justujuu-e-jism bahut hai phir bhii
pahluu-e-jism me.n aanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Farhat Ehsas
Nazm
KHatun-e-mashriq
pahluu-e-KHaatuun-e-mashriq me.n ba-sad tamkiin o naaz
muntaqil ho jaa uluuhiyat ke siine ke gudaaz
Josh Malihabadi
Ghazal
baarish kii rut thii raat thii pahluu-e-yaar thaa
ye bhii tilism-e-gardish-e-lail-o-nahaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kahaa.n pahluu-e-KHurshiid-e-jahaa.n-taab
kahaa.n ik naaznii.n doshiiza shabnam
Jigar Moradabadi
Ghazal
nigaah-e-iltifaat-e-mehr aur andaaz-e-dil-juu.ii
magar ik pahluu-e-betaabii-e-shabnam nikaltaa hai
Safi Lakhnavi
Ghazal
ek shab bulbul-e-betaab ke jaage na nasiib
pahlu-e-gul me.n kabhii KHaar ne sone na diyaa