SEARCH RESULTS
Showing search results for "flue"
Ghazal MATCHES FOR "flue"
Ghazal
saa.e ko justujuu-e-jism bahut hai phir bhii
pahluu-e-jism me.n aanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
baarish kii rut thii raat thii pahluu-e-yaar thaa
ye bhii tilism-e-gardish-e-lail-o-nahaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ek shab bulbul-e-betaab ke jaage na nasiib
pahlu-e-gul me.n kabhii KHaar ne sone na diyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kahaa.n pahluu-e-KHurshiid-e-jahaa.n-taab
kahaa.n ik naaznii.n doshiiza shabnam
Jigar Moradabadi
Ghazal
nigaah-e-iltifaat-e-mehr aur andaaz-e-dil-juu.ii
magar ik pahluu-e-betaabii-e-shabnam nikaltaa hai
Safi Lakhnavi
Ghazal
be-KHudii me.n pahluu-e-iqraar pahle to na thaa
itnaa Gaafil vo but-e-ayyaar pahle to na thaa
Qateel Shifai
Ghazal
band-e-qabaa chaTaktaa hu.aa Guncha-e-gulaab
pahluu-e-yaar nik.hat-e-gulzaar hii to hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
husn me.n pahluu-e-KHurshiid magar daabegaa
duur khi.nchtaa hai hamaaraa mah-e-taabaa.n kyaa kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jab us ne jaa ke pahlu-e-gul me.n nashist kii
baad-e-sabaa bichha.D ga.ii apne KHiraam se
Jamal Ehsani
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
lagaa hai dil ko ab anjaam-kaar kaa khaTkaa
bahaar-e-gul se bhii ik pahluu-e-KHizaa.n niklaa
Yagana Changezi
Ghazal
barf-baarii hai mah o saal kii sar par lekin
KHuun me.n garmi-e-pahlu-e-butaa.n hai ab tak
Josh Malihabadi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham du.aa de.n tujhe dil khol ke ai pahlu-e-ta.ng
TuuT kar siine me.n rah jaa.e jo paikaa.n un kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kha.Daa hu.aa hai aduu kaa mu.aamla aise
bayaan kiije to pahluu-e-dam nikaltaa hai
Shuja Khaavar
Ghazal
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
garmi-e-pahluu-e-dildaar ne sone na diyaa
mujh ko rangiini-e-afkaar ne sone na diyaa
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
dil dha.Dakne lagaa phir sub.h-e-judaa.ii aa.ii
phir vahii dard vahii pahlu-e-KHaalii hogaa