SEARCH RESULTS
Showing search results for "gairat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gairat"
Sher
vaqt ke saath badalnaa to bahut aasaa.n thaa
mujh se har vaqt muKHaatib rahii Gairat merii
Ameer Qazalbash
Sher
ham to apno.n se bhii begaana hu.e ulfat me.n
tum jo Gairo.n se mile tum ko na Gairat aa.ii
Mirza Raza Barq
Sher
Rajesh Reddy
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gairat"
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Sher
shirkat-e-Gam bhii nahii.n chaahtii Gairat merii
Gair kii ho ke rahe yaa shab-e-furqat merii
Dagh Dehlvi
Ghazal
apnii Gairat ke alaava kahii.n dekhe na ga.e
KHud se nikle the magar Gair ke piichhe na ga.e
Nivesh Sahu
Ghazal
jaa baiThte ho Gairo.n me.n Gairat nahii.n aatii
us vaqt mirii jaan muravvat nahii.n aatii
Wajid Ali Shah Akhtar
Sher
mohabbat ko bahut hotii hai Gairat
KHataa un kii hai mai.n sharmaa rahaa huu.n
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Ghazal
Gairo.n se mil chale tum mast-e-sharaab ho kar
Gairat se rah ga.e ham yaksuu kabaab ho kar
Meer Taqi Meer
Mazahiya
chulluu-bhar paanii me.n jaake Duub mar
kuchh na kuchh Gairat hii khaa ke Duub mar
Mohammad Kamal Azhar
Sher
mai-kade me.n jo tire husn kaa mazkuur hu.aa
sa.ng-e-Gairat se miraa shiisha-e-dil chuur hu.aa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
mohtaaj-e-ajal kyuu.n hai KHud apnii qazaa ho jaa
Gairat ho to marne se pahle hii fanaa ho jaa
Fani Badayuni
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe
