SEARCH RESULTS
Showing search results for "gairat"
Nazm MATCHES FOR "gairat"
Nazm
muhasara
vagarna ab ke nishaana kamaan-daaro.n kaa
bas ek tum ho so Gairat ko raah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaam thaa jin kaa faqat taqdiis-o-tasbiih-o-tavaaf
terii Gairat se abad tak sar-niguu.n-o-sharmsaar
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
sau sau tarah ke aib lagaatii hai muflisii
rakhtii nahii.n kisii kii ye Gairat kii aan ko
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
jaane kin vaadiyo.n me.n utraa hai
Gairat-e-husn kaarvaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii gaa.egii ko.ii Gairat-e-naahiid Gazal
sab ko aa.egaa nazar sho.ala-e-aavaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
Gairat ko faroKHt karne vaalo
ik kaasa-e-zar qalam kii qiimat
Ahmad Faraz
Nazm
nama-e-jaanan
Gairat-e-ishq ki kal maal-e-tijaarat me.n na thii
aaj dekho ki hai.n ambaar ke ambaar lage
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
baiThii hai agar husn kaa baazaar sajaa kar
Gairat ko banaatii hai asiir-e-havas-e-zar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kiyaa asiir shu.aa.o.n ko barq-e-muztar ko
banaa dii Gairat-e-jannat ye sarzamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
saneha
kyaa ahl-e-dil me.n jazba-e-Gairat nahii.n rahaa
kyaa azm-e-sar-faroshii-e-mardaa.n chalaa gayaa