SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-e-safar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gard-e-safar"
Ghazal
apne pairo.n me.n liye gard-e-safar aa gayaa mai.n
Gaur se dekh le ai raah-guzar aa gayaa mai.n
Ghazal
gard-e-safar me.n raah ne dekhaa nahii.n mujhe
ik umr mahr o maah ne dekhaa nahii.n mujhe
Zeeshan Sahil
Ghazal
qadmo.n se mere gard-e-safar kaun le gayaa
manzil pe raaste kii KHabar kaun le gayaa
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
us kii galiyo.n me.n rahe gard-e-safar kii suurat
sa.ng-e-manzil na bane raah kaa patthar na hu.e
Amjad Islam Amjad
Sher
gard-e-safar ke saath thaa vaabasta intizaar
ab to kahii.n Gubaar bhii baaqii nahii.n rahaa
Syed Shakeel Desnavi
MORE MATCHES FOR "gard-e-safar"
Ghazal
jabiin-e-naaz pe gard-e-safar sajaa bhii chuke
ki tere shahr se KHaana-ba-dosh jaa bhii chuke
Shoib Bukhari
Ghazal
ham KHaak-ba-sar gard-e-safar Dhuu.nD rahe hai.n
aur log samajhte hai.n ki ghar Dhuu.nD rahe hai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
Raunaq Raza
Ghazal
Iqbal Anjum
Ghazal
Jawed Ahmad
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
kahii.n sadaa-e-jaras hai na gard-e-raah-e-safar
Thahar gayaa hai kahaa.n qaafila tamannaa kaa
Javed Shaheen
Ghazal
aur kyaa mujh se ko.ii saahib-nazar le jaa.egaa
apne chehre par mirii gard-e-safar le jaa.egaa