SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-e-safar"
Ghazal MATCHES FOR "gard-e-safar"
Ghazal
jabiin-e-naaz pe gard-e-safar sajaa bhii chuke
ki tere shahr se KHaana-ba-dosh jaa bhii chuke
Shoib Bukhari
Ghazal
Jawed Ahmad
Ghazal
gard-e-safar me.n raah ne dekhaa nahii.n mujhe
ik umr mahr o maah ne dekhaa nahii.n mujhe
Zeeshan Sahil
Ghazal
ham KHaak-ba-sar gard-e-safar Dhuu.nD rahe hai.n
aur log samajhte hai.n ki ghar Dhuu.nD rahe hai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
Iqbal Anjum
Ghazal
qadmo.n se mere gard-e-safar kaun le gayaa
manzil pe raaste kii KHabar kaun le gayaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
apne pairo.n me.n liye gard-e-safar aa gayaa mai.n
Gaur se dekh le ai raah-guzar aa gayaa mai.n
Ghazal
Raunaq Raza
Ghazal
aur kyaa mujh se ko.ii saahib-nazar le jaa.egaa
apne chehre par mirii gard-e-safar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'umr kii ye tez-gaamii aur phir teraa KHayaal
ek saaya saa pas-e-gard-e-safar u.Dtaa rahaa
Zia Faooqui
Ghazal
ishq ke sahraa.o.n me.n KHvaabo.n kaa ram
KHema-e-gard-e-safar hai aur ham
Mohammad Yahya Jameel
Ghazal
jaa bhii chukaa vo phuul sii KHushbuu bikher kar
mai.n justujuu me.n kyo.n tah-e-gard-e-safar rahaa
Javed Nadeem
Ghazal
KHud KHaak ho ke gard-e-safar me.n rahuu.ngaa aur
un bastiyo.n me.n zauq-e-safar chho.D jaa.uu.ngaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
kisii raahzan kaa KHatar bhii nahii.n
ki daaman me.n gard-e-safar bhii nahii.n