SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-e-safar"
Nazm MATCHES FOR "gard-e-safar"
Nazm
raat ki baat
taare chamke hai.n ki ab gard-e-safar baiTh ga.ii
bhiigtii raat nahaa kar mire ashk-e-KHuu.n me.n
Mukhtar Siddiqui
Nazm
aaj
aaj lekin mire daaman-e-chaak me.n
gard-e-raah-e-safar ke sivaa kuchh nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
harf-e-aKHir
uTho aur uTh ke inhe.n qaafilo.n me.n mil jaa.o
jo manzilo.n ko hai.n gard-e-safar banaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
sar-e-tur
manzile.n u.D ga.ii.n ban ke gard-e-safar
rahguzaaro.n hii me.n kaarvaa.n hai abhii
Ali Sardar Jafri
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
apnii gard-e-safar ke dhund me.n lipTe chale jaa rahe hai.n
zaituun kii shaaKH tulsii ke patte
Akhtarul Iman
Nazm
miras
umr bhar uu.nghtii raaho.n pe rahe garm-e-safar
raqs karte rahe jazbaat me.n sozish ke sharar
Riyaz Anwar
Nazm
jawab-e-shikwa
paak hai gard-e-vatan se sar-e-daamaa.n teraa
tuu vo yuusuf hai ki har misr hai kan.aa.n teraa
Allama Iqbal
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
vo KHvaab jo aasuudgii-e-martaba-o-jaah se
aaluudgii-e-gard-e-sar-e-raah se ma.asuum
Noon Meem Rashid
Nazm
sal ki aaKHiri shab
ek tasviir pe bante hu.e mere KHad-o-KHaal
in pe jamtii hu.ii gard-e-mah-o-saal
Saleem Kausar
Nazm
nur-jahan
lahore me.n dekhaa use madfuu.n tah-e-marqad
gard-e-kaf-e-paa jis kii kabhii kaahkashaa.n thii