SEARCH RESULTS
Showing search results for "girte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "girte"
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
haalaat ke qadmo.n pe qalandar nahii.n girtaa
TuuTe bhii jo taaraa to zamii.n par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Sher
girte hai.n samundar me.n ba.De shauq se dariyaa
lekin kisii dariyaa me.n samundar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "girte"
Ghazal
KHafaa thii shaaKH se shaayad ki jab havaa guzrii
zamii.n pe girte hu.e phuul be-shumaar dikhe
Gulzar
Ghazal
murjhaa ke kaalii jhiil me.n girte hu.e bhii dekh
suuraj huu.n meraa rang magar din-Dhale bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ik dariiche ke shiisho.n pe girte hu.e saa.np lahre.n
banaate rahe hai.n
Noon Meem Rashid
Sher
Anwar Mirzapuri
Ghazal
ba.Dh ke rindo.n ne qadam hazrat-e-vaa'iz ke liye
girte pa.Dte jo dar-e-piir-e-muGaa.n tak pahu.nche
Jigar Moradabadi
Sher
uThte hu.o.n ko sab ne sahaaraa diyaa 'kaliim'
girte hu.e Gariib sambhaale kahaa.n ga.e
Kaleem Aajiz
Sher
dosto jashn manaa.o ki bahaar aa.ii hai
phuul girte hai.n har ik shaaKH se aa.nsuu kii tarah
Obaidullah Aleem
Ghazal
tirii nigaah sahaaraa na de to baat hai aur
ki girte girte bhii duniyaa sambhal to saktii hai