SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulistan e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gulistan e"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Non prevalent Sher
'asad' bahaar-e-tamaashaa-e-gulistaan-e-hayaat
visaal-e-laala azraan-e-sarv-qaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bahaar-e-baaG-e-gulistaan-e-sarmadii ham hai.n
KHudaa ke saath hai.n daa.im vo aadmii ham hai.n
Zaheen Shah Taji
Ghazal
bahut KHushnumaa hai gulistaan-e-aalam
magar sair karne kii fursat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "gulistan e"
Ghazal
aur hii Dha.ng se tanziim-e-gulistaa.n hotii
duur-andesh agar ahl-e-gulistaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
aur hii Dha.ng se tanziim-e-gulistaa.n hotii
duur-andesh agar ahl-e-gulistaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
dekhiye rang jamaatii hai bahaar ab kyo.n kar
luuT kar husn-e-gulistaa.n ko KHizaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Sher
is tarah phuu.nk meraa gulistaan-e-aarzuu
phir ko.ii tere baa'd ise viiraa.n na kar sake
Azam Chishti
Ghazal
apne hii dil me.n khile phuul se kahtaa hai 'razaa'
tuu jahaa.n hai use raas aa.e gulistaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
aisii bhii kyaa nigaah-e-mohabbat se dushmanii
phuulo.n samet rang-e-gulistaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
saraasar un ko gulistaan-e-aarzuu kahiye
ruke.n to rang samjhiye chale.n to buu kahiye
Nazish Haidari
Ghazal
chhuuTegaa jii na jii na gulistaan-e-aarzuu
bulbul ke chuuta.Do.n me.n hai paikaan-e-aarzuu
Boom Merathi
Ghazal
aisii chalii havaa-e-gulistaa.n mirii taraf
chhuu kar buu-e-gulaab ne sandal kyaa mujhe